marja k chattha foundation

marja k chattha foundation

Share

sarpanch

28/08/2024

14/08/2024

Assalamu alaikum Jojo log maraj k chattha foundation ko funda de rahe hain unka both shukriya inshallah bahut jaldi kam shuru kar diya jaega sabse pahle appeal ki g*i hai sab logon ki taraf se ke kabristan ka kam shuru kiya jaaye inshallah bahut jaldi kabristan ka kam shuru kar diya jaega ek dafa hi Kam shuru ho aur khatm Ho jaaye sab log foundation mein apna apna hissa dalen aur apni taraf se paudha bhi lagaen kabristan mein inshallah kabristan mein aane jaane ka rasta phool paudhe mitti aur Pani nikalne ke nikaasi ka intezaam Kiya jaega bahut jaldi kam shuru kar diya jaega sabka bahut shukriya kisi shakhs ke sath koi mukabala nahin hai koi bhi kam karna chahta hai vah bhi kar sakta hai aur hamare sath bhi milkar karna chahta hai to milkar bhi kar sakta hai

Want your business to be the top-listed Beauty Salon in Manama?
Click here to claim your Sponsored Listing.

Category

Telephone

Address

Manama
RIZ@(786)