Ř.ķ musaraf Islampur

Ř.ķ musaraf Islampur

Share

Hi

25/10/2022
20/09/2022

ISLAMPUR BY-PASS Start hone Ke Sirf 18 se 19 Mahine (months) hi hua hai Lekin Aisi me 119 Logon ki Jaan Chaligayi Isse Pehle Bhi Islampur NH31 Me Accident hote the Lekin Usme Marne Wale Logon ki Taadad Bahut Kam thi Ek Saal me 10 Se 12 Loug Accident ki Wajah se Marte the Lekin By-Pass me Marne Walon ki Tadad Har Din Barhti Jarahi hai Iske Zimmedar Kaun hai Sabhi Bhakt aur Opposition parties ke Neta kyun ki Traffic me 500 Rupay ka Fine 10000 Rupay Kardiya Gaya hai Lekin kisi Ne Yeh Mudda Uthaya ke Fine Jo Itna Barha Diya Gaya hai kya Aam Logon ko Traffic Police se Koi Faida milta hai kya Traffic JAAM kam hua hai kya Speed Limit hua hai kya Traffic Ki Wajah se Road ke Foot-Pat Pe Chalne Wale Logon ki Safety ka Intezam hai Ya Sirf Fine Se Government Ya Netaon ke Jeb Ko Bhara Jaraha hai Opposition parties Yeh Sab Mudda Kyun nahi uthati hai JAB LOGON se FINE Liya Jaraha hai To Unki Safety ka Khayal Kaun karega mujhe Iska Jawab Chahiye BHAKTON SE AUR OPPOSITION PARTIES KE NETAON SE kyun ki Government se To SAWAL KAR HI NAHI SAKTE TO OPPOSITION PARTIES SE HI SAWAL KARTE HAIN KE KIYA AAP LOUG SIRF ELECTION ke Waqt time Sirf Vote maangne aayenge Ya Aam Logon ke Liye Awaz bhi UTHA-YENGE Bahut Dukh hota hai Jab Kisi NOJAWAN Ki JAAN Accident me Chalijati hai...Adv. President All India Raza Committee...

28/07/2021

My welcome Islampur

05/07/2021

.......और एक थे कलाम साहब💞💞
जो भी कलाम साहब को हीरो समझते हैं वो शेयर करें।

05/07/2021
Want your business to be the top-listed Beauty Salon in Islampur?
Click here to claim your Sponsored Listing.

Category

Website

Address


Islampur