Sanju samson
Health/Beauty
Sawan mas mein subah snan kijiye phir dhyan kijiye fir aarti dhup deep kijiye Es-se Bhagban Bholenath Ati Prasanna ho jate Hain Pure ek mahine tak sawan Bhagban Bholenath ko Samarpit kiya jata hai Om namah shivay πΉππππΉ
Ye pura Sawan mas Baba Bhole Sankar nath ka hai pure sawan mein esbar panch sombar par raha hai ese purn masi sawan bhi kaha ja sakta hai Eswar ki sari subidha jise miltaa hai wahi abhi es Prithvi per ek prakar ke bhagban sarup hai aao hum sub milkar Bhagwan Bhole Sankar nath ki Aradhna ko pura karne ki kripa kare Om namah shivay πΉππππΉ
Esbar ka sawan kisi chamatkar se kam nahi jis sawan mas mein panch sombar aa dhamakta hai wo purn masi sawan kahlata hai Jay Shiv Sambho Har Har Mahadev parbati patiye namo namah πΉππππΉ
Ye pure Mahina Sawan mas Baba Bhole Sankar nath ka hai pure sawan mein her sombar ko anokha din mana jata hai pure sawan mein esbar panch sombar par raha hai esbar sombar ki pratha atyadhik Sakti sali hai Om namah Shivay πΉππππΉ
03/08/2026
Ek Anubhav aadmi ko dhokhe mein rakh na kyoki wo aadmi espar pura bharosa karta hai lekin soch samajh kar hi bharosa karta hai phir jo hua wo duniya ka koi Ajuba bhi aake keh de ye man ne bale hai hi nahi man na man main tera mehman bali bath aa gayi hai dekh te Hain dosto kya abhi aur hona baki hai πΉππππΉ
Ram Naam ka loot hai loot sake so loot Antim samay pachtayega jab Sarir se jayega Pran chuut Apne apne karm ka hisaab yahin Prithvi lok par dena hoga πΉ
Kolkata ke Belur math mein charo dharm ke pratik laga hua hai ye bhai chare ka pratik hai fir bhi hamlog nafrat mein jite hai πΉ
30/06/2026
Jo Hindustan ka sabhyata aur sanskriti hai use banakar sajakar rakhne ki jarurat hai πΉ
30/06/2026
Des ko dimak ki tarah chatne balon ka jordar birodh honi chahiye dusra mauka bhi nahi dena chahiye πΉ
Category
Website
Address
Navi Mumbai Maharashtra India
Navi Mumbai
400064
Alerts
Be the first to know and let us send you an email when Sanju samson posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.