Dimbe Brahma

Dimbe Brahma

Share

Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Dimbe Brahma, Health/Beauty, vill:&po-simaluguri, dist-Lakhimpur, North Lakhimpur.

30/03/2026

"OM"
Mahadev Shiva shakti, Maa Jagat Janani, Maa Aadhi Shakti.
Param aatmaki dibya jyoty ujjala udai howa hei. Sundar Prithibi sey andhakar ki maya jaal dur ho jayega, Maya jaal ney gher raha hei manab samaaj mey mon or magaju k upar.
Aaj sukh nahi hei. Aaj shanti nahi hei.. Aaj nahi hei manabata dambha ahangkar ney gher raha hei... Antar mon aatma mey.
Jog jog sey chalkey aaya hei apa karma apa niti. Apa shasan manab samaaj mey sirat satya...
Param aatma ki aashirbaad uddhar ki sat path guru baani.
Jivan joban kal ki majak mey he santaan janma diya hei.. Lekin jiban k satya aartha samajh nahi paya hum. Sundar vabiswat k liye kya sat gun sey santaan janma diya hei. Sona hei yaa chandi sey... Tunilogoka santaan sarirmey sat dibya gun jadi nahi rahta hei... Santaan sey vabiswat koi aasha kar nahi pawog*y. Or sara jiban andhakar or dukh hoga.. Savidin monmey rakhna. Prithibimey 365 din k possitive din samay aata hei. Or negetive din samay aata hei. Jeisey ki suva naykhetra tithi aata hei.. Or suva din, suva samay aata hei... Suva samaymey koi naari yaa maatri ney santaan ki kamana karney sey garva dharan karega. Dibya gun raha... Deba shisu santaan prapti hoga.... Param aatma ki dibya gun mahima janog*y. Dhanya maatri samaaj. Sundar prithibimey ak ak sundar paribar janma dena or sukh shanti jiban mey raamdhenu k rang bokkey ley aana param dharma.
2,,,, Jankey nahi jankey. galti ho jata hei manab jiban mey. Garbha bati maatri yokey liye Surja hamara pitri purosh, Surja ki kiran mey hum logko enargy dibya shakti milta hei. Surja kiran mey jiba jagat parichalana kar raha hei. Surja ki taap mey he hei dibya shakti Garvabati maatriyoney suvah snan karkey kapara badalkey , Surja ki taraf mukh karkey garva mey raha santaan k liye sat gun dibya gun aashirbaad mangna santan ki sundar vabiswat ki liye. Yeh sundar jiban mey jo mango g*y wohi milega santaan k liye suva samay. "OM Aditya Surja Narayaney namooh " Tin bar bolkey pranam karna or Antar mon mey aatma sey kya mangog*y santan k liye savi mango moon k iaasha purna hoga.
3. .... Om hei param pita parameswar, arthat = Param aatma. Om satya, sudha, pabitra, satyam shivam sundaram, ak he matra sabda "Om, " . Om sabda ki andar ghosh raha hei jagat ki alowkik dibya shakti Om sabda mey itna he sarba shakti hei. Aadi v nahi hei or anta v nahi hei yeh shaktimey . Satya ki gyaan rahney sey yeh sundar prithibimey jitey rahney sey faida hei. Nahi toh artha hean. Purna jiban ki sundar rahashya ki baremey janog*y param satya ko.
Param aatmaney bola hei = Mujhey Om manthan sabdasey pukaro tuni logoka sarba gyaan ki darwaja khol jayega or Negetive savi dor ho jayega. Sundar jiban ki andhakar maya ki vram dur ho jayega antar monsey.
Tuno logo nirogi hoga. 100 saal ki upar umer hoga. Yeh sundar jiban or dusribar nahi milega yeh sundar prithibimey. Param aatma ki aashirbaad or sat karma ki bahu punya ki falsey he prapti hota hei sundar manab jiban. Janma honesey morna parega, arjan karneysey usiko bhog karna parega. Yeh hei bidhata ki niyam . yeh hei param satya. Tunilogoka savi gyaan ki path khola hei. Khud ki jiban or santaan ki vabiswat garlena param dharma. Yeh sundar prithibimey pita maata hei Eswar ki sirat paran satya. Dhanyabaad Mahadev Shiva shakti. Satya suddha pabitra, satyam shivam sundaram .

NB. Sunowali satya gyaan jog ki samay chal raha hei... Maatri bhumi mey. (sabadhan) yeh sundar prithibimey apa karma, apa niti, apa sashan, dambha ahangkar karna, Rathi _Maharathi or sarba manab yeh sundar jibanmey jadi tum Lakhman rekha ki bahar hoga tavi Ram naam satya hei. Arthat punya maatri bhimimey, ku karma ki fal sey bachtey rahna adhikar kho chokey hei. Jog jog sey karma fal chalkey aa raha hei. Sirat kal k param satya. Prabhu Ram naam satya hei param satya.

16/03/2026

"OM"
Mahadev Shiva shakti,
Maa jagat jannani, Maa Aadhi Shakti.
Naba joba prajanma k sristi ki etihasney haat k esarasey bola rahey hei. Suva samay aarambha howa hei. Sristi rahashya prithibikey savi manab samaaj ney janna chahiye, param satya ko eswarney yehi chahta hei.
Om hei param aatma param brahma jyoti aadishya shakti jinka shakti apar. Aadi v nahi hei anta v nahi hei. Biswa brahmanda ko gher raha hei. Or parichalana kar raha hei. Om sabda k dhani mey biswa brahmanda grah naykhetra chandra surja din raat samay sundar prithibi or manab sundar sarir parichalana kar raha hei. Humlog pratyak sass lenesey Om sabda hota hei. Or pratyak sass chor denesey Om sabda hota hei.
Om sabda manthan karney sey manab sundar sarirmey amrit prapri hota hei. Or dibya shakti, dibya gyaan laav hota hei. Manab jiban purnata lav hota hei.
Sundar sarir savi rog sey mukt hota hei. Savi negetive shakti dur ho jata hei.
Om sabda manthan karney sey grah naykhetra ney suva fal deta rahta hei. Akal mrityo nahi hota hei. Manab sarir dirgha din bachta rahta hei. Tuni logoka sundar sarir antar mon aatmako Om aadishya shakti ney parichalana kar k ley jayega.
Avi param aatma ney tuni logoka savi samashya samadhan ki uttar or dibya gyaan dega. Ye sundar prithibimey tuni logoko koi shakti ney tunilogoko anista kar nahi pata hei. Jisney anista karega osiney khud bhog karna parega yeh hei sristi k niyam.
Pabitra antar monsey OM sabda monthon karo arthat sundar Sarir charse karo . Charge karney sey he sundar sarir mey aadishya dibya shakti laav hota hei or dibya gyaan laav hota hei. Yeh hei param aatma ki amar sristi ki niyam param satya.
Tuni log param aatma or guru ki niswsartha amar prem aashirbad laav kiya hei. Nava joba prajanma tuni logo bahu bahu vagya baan. Tuni logoka alowkik dibya sunowali samay chal raha hei, khud ki bhagya khud he lekho. Sundar jiban mey khudki satya boranji rasana lekh k jawo. Tuni log ka santan. Bangcha ki gowrab. Naba prajanma param satya amar baani k baremey maalum hoga, satya he gyan ki ujjala, satya he Eswar, Satya he param aatma. Aadishya dibya shakti or amar prem gyaan ki jyoti.
Param aatma ki dibya gyaan, dibya shakti milney sey yeh sundar prithibimey tuni logoko or chahiye kya. OM sabda manthan karney sey sundar sarir suddha hota hei. Antar mon aatma pabitra hota hei. Satya suddha pabitra , satyam shivam sundaram , gyaan ki jyoti uday hota hei. Aaj jo punya karma fal peapti kiya ho osk tuni logoney bhug karna parta hei sundar jiban mey.
Hazar hazar saal sey sristi garva mey ghus raha thaa alowkik aadishya dibya gyaan ki jyoti shakti.
Om sabda ki andar he ghush raha hei manab sundar sarir ki or sundar jiban ki gupan rahashya. Param aatma or G**o ki niswartha amar prem prithibi manab samaaj ki upar gira hei. Bhagya rahney wallo ney yeh gyaan prapti kartey hey. Mahaan tathya artha purna gyaan OM ki andar ghush raha hei. Aadi v nahi hei anta v nahi hei.
Chota samay sey he santaan ko OM sabda bolneko shikayo. Santan ki sarir mey raha savi badha or negetive shakti dur hotey jaata hei. Tuni log santaan k sundar sarir mey amrit or dibya gyaan ki jyoti ney ujhala karega. Sristi k niyan sira satya. Dhanyabaad Mahadev ShicacShakti. Satyam Shivam sundaran.
NB. Pahala din sey he jo logoney Om sabda manthan karega aankh k konama thora sa dard hoga ye anubhab hoga. Dar ki koi karan nahi hei. Om aaditya dibya shakti ney sundar sarir mey dibya shuva sangket diya hei. Tuninlogoka suva samay chal raha hei . samay k gati k sath aag*y bad k chalo. Sonowali satya gyaan jog suva samay chal raha hei. Tuni logoka jiban mey savi milega, sukhi jiban sukhi parivar , or sukhi samaaj millega. Tuni logoko or chahiye kya bolo......

28/02/2026

"OM"
Mahadev Shiva shakti
Maa jagat janani. Maa aadhi shakti .
Sundar prithibimey aaj k manushya ney satya ko bhul gaya hei. Satya he dharma, Dharma he Eswar, Eswar he Satya, Jish dharma mey satya nahi hei, yeh kavi v Dharma ho he nahi sakta. Sundar prithibimey aaj manabata nahi hei.
Aaj k sundar prithibimey satya dharma nahi hei. Aaj manushya ki mukti nahi hei. Or gati nahi milta hei param satya.
Param aatma ney sundar prithibimey manab samaaj, manab jaati k liye . Rikhi muni k dyara, Amulya gyaan ki bhandar, gyaan bigyan, sangskar niti aadarsha dyara satya dharma ki gyaan diya hei. Jeisey ki manab jiban ki joban _kal sat karma ki liye uttam samay.
Joban kal mey sat udeshya, sat karma karney sey sundar manab jiban param shanti or shuki milta hei, param satya.
Param satya hei, savi karma ki ak ak nidista samay aata hei. Suva samay or suva din rahta hei. Suva samay mey suva din mey, suva karma karney sey suva fal milta hei. Suva samay, suva tithi _din dekh key Garvadharan karney sey patyak paribar sukhi hota hei. Uttam guni gyani santaan prapti hota hei. Yeh sira satya.
Suva fal itna madhur hota hei ki kalpana kar nahi pata hei ki itna suwala or madhur hota hei. Sat karma ki perana antar mon aatma ki param shanti aayega. Nahito sirf dhan diwlat ney shanti ley aa nahi shakta hei. Tuni log or tuni logoka santan ney pratyak paribar ko sukh shanti ki dhara bah key ley aayega yeh satya hei.
Pratyak naari ki jiban mey suva samay aata hei. Suva karma suva samay mey karna atcha hei. Aaj k manushya ki sukh or shanti nahi hei. Ghar paribar mey pitri maatri k sukh shanti khatam hokey aaya hei. Aaj koi aadmi ki shanti nahi hei. Karan ak he hei.... Param aatma ki gyaan bigyaan sangskar niti aadarsha ki satya dharma ko nahi manney ka karan he..
Aaj k prithibi k koi aadmi ko shaanti nahi milta hei or jada din bach nahi pata hei. Koi kal mey mukti or gati nahi milra hei. Janma mityu bandhan k chakra sey koi kal mukti nahi milta hei.
Param aatma ki gyaan bigyan sangskar niti aadarsha hei satya dharma. Gyaan or bigyan ki angka dekho ...ajugma sangkhya or jugma sangjhya ki maggic rahashya gyaan dekho koi naari maatri ney ajugma sangkhya mey garva dharan karney sey ladki janma hota hei. 1,3,5,7,9,11,15,17,19 sangkhya tarikh mey ladki janma hora hei. Jugma sangkhya tarikh mey jeisey ki 2,4,6,8,10,12,14,16,18,20 sangkhya tarikh mey garva dharan karney sey ladka janma hota hei.

NB. Sathik samay mey sat or uttam karma karna parta hei. Saadi k baad naya jiban aarambha hota hei.
Nava prajanma pratyak naari maatri ney suva tithi, suva samay, suva din, dekh k garva dharan karna chahiye... Tuni logoka dibya guni_ gyani uttam su santaan prapti hoga. Santaan atcha honeysey sukhi paribar hota hei. Pratyak paribar ko sukh or shanti ki sunowali sukhi paribar hota hei. Pratyak paribar sukh or shanti ki sunowali samay aata hei. Yeh hei param aatma ki gyaan bigyaan sangskar niti ki aadarsha sristi ki niyam, yehi hei param satya.
Dhanyabaad
Mahadev Shiva Shakti.
Satyam Shivam sundaram.

14/02/2026

"OM"
Mahadev Shiva Shakti, Maa Jagat janani, Maa Aadhi Shakti.

Param Pita,
Parameswar, Prithibikey asampurna Prem sampurna hoga.
Ye sundar Prithibimey raha savi pitri maatri ney khud ki su-santan ko sat gyaan budhi or tallent hona chahta hei.
Param satya hei, Akhay sat gyaan budhi tallent shiddhi data., Pratham pujya debata hei Sri Ganesh. Om Gana gana pati namoh, naam lenesey Akhay, Sat Gyaan -Buddhi, tallent, Memmory power uday hota hei. Or sriddhi hota hei.
Beta _beti yoney padneka pahla muhortamey "Om Gana Gana pati Namoh" Trotri korney ko dena chahiye. Bidyalay mey deney ka aag*y, Yaa baat karney ka shikhney sey he ABC..... or 123..... Bolney ko Shikhana hei.

Jeisey ki , A sey Z tak padney ko shikhana hei or Z sey A tak Alphabet ulta sey padney ko shikhana hei.
1 sey 100 tak padney ko shikhana hei or 100 sey 1 tak ulta padney ko shikhana hei. Santan ki mind memmory shakti bad jayega. B**h b**h mey sangkhya or barnamala chinaki karkey parikhya lena hei.
Tuni logoka su santaan ak din, Laba, Kusha jeisa gunabaan, dayabaan, sat Dharmik, akhay sat gyaan, bidya, buddhi laav karega or pitri _maatri bhakti aagya kaari hoga.
Treta jog, Satya nyai, shanti joog they.
Puroshuttam prabhu Sri Ram k din sey sundar prithibimey pahala manab samaaj mey, satya, shanti, nyai or pahala manab samaaj byabastha aarambha hota hei. Sat gyaan sat karma, sat byabahar, sat Dharma they Tavisey manab samaaj mey satya, shanti, nyai satya dharma Sat gyan, sat byabahar, sat sabda dharma, manab samaaj mey aarambha hota hei.
Bartamaan prithibimey negetive chinta charcha, dambha ahangkar logo....
Langka Raban k jeisa khud ki patan khud he bola leta hei, satya baat.
Sunowali satya gyaan jog samay chal raha hei. Manab samaaj mey pratyak logoney shanti or nyai milega .
Param satya.

NB. Pratyak Bharma sabda mey ak ak dibya shakti gun hei. Or enargy shakti hei. Brahma sabda sey he gyaan jyoti udai hota hei. Or milta hei. Aesa Brahma sabda hei,,, Ati Uttam ujjal jyoti shakti k tarah gun hei. Arthat Eswarik dibya gyaan ki jyoti shakti hei.
Brahma sabda, rahashya gyaan , # Gyani log samajhney walo jantey hei param rahashya ki baat. Param satya, Dhanyabaad param aatma, koti koti pranaam or dhanyabaad gyapan karta hu.

Mahadev Shiva Shakti.
Satyam Shivam Sundaram.
Satya Suddha pabitra.

30/01/2026

"OM"
Maa jagat janani, Maa Aadhi Shakti
Mahadev Shiva Shakti
Ye sundar prithibimey khadya sangskar nahi honesey koi aadmi ney sat gyaan budhi prapti kar nahi pata hei , yeh sristi k niyam.
Khadya sey he sat gyaan budhi or sundar sarirmey dibya gun laav hota hei. Aaj k aadminey kalpana v kar nahi pata hei param satya kya hei..?
Jaha param aatma ki pabitra gyaan rahashya ghush raha hei. Khadya talika param aatma ki sristi rasana khadya sangskar nahi honesey yeh sundar prithibimey kavi v manab samaaj sukhi ho nahi pata hei. Or koi din shanti nahi milta hei manab jiban mey.
Aaj manab samaaj mey manabata gyaan gum ho chuka hei. Manabatabihin samaa.j Sat _karma karkey aaj manushya ney samaj mey punya prapti karney ka baad v aaj sunya mey parinat howa hei. Khadya khaney ka sangskar nahi jaanney k karan yeh hota hei. Manab samaaj ko samajhna jaruri hei ki... Khadya mey hei gyaan or bigyaan sristi ki rahashya.
Yeh sundar prithibimey savi aadmi ko nyai milega. Param aatma sey khud ki karma sabda anupaat sey fal milega.
Yehi sristi niti k satya or param dhan.
Yeh sundar prithibimey raha manab samaj mey a_dharma ku _karma chinta charcha karney logoka antim samay chal raha hei... Yehi satya.
Yeh sundar prithibimey bahut aadmi aaya hei. , or jada hev aadmi gaya hei yeh sundar prithibisey. Jada he logoney sundar prithibimey atchasey manab jiban ko upabhug kar nahi paya hei... Satya.
Yeh sundar prithibimey aakey khud ki sundar jiban k baremey nahi jana hei. Jana hei sirf khud ki sartha or dhan daolat ki baat or paap. A _dharma ku karma, dambha ahangkar 84 kaoti jooni haat hillakey bola rahey hei nara _manish ko.

NB. .. Mahaan Hindhu Chakrabati Raja Bir Bikramaditya k dinsey he pahala cellendar prachalita howa hei.. Khadya sangskar ki talika Cellendar yaa panjika mey millega. Om hei sristi ki param aatma. Om ki andar he ghush raha hei Bishwa brahmanda ki gyaan ki jyoti.
Satya gyaan ki jyoti milney ko Om sabda dhani manthan karna, j*p karna or antar aatma sey Om sabda pukarna. Sundar manab jiban k mahatta samajh jayog*y Param satya ko. Param aatma ki aashirbaad . tunilogoka sundar jiban ko parichalana karkey ley jayega Om dibya shakti ney.
Om hei param aatma, Eswar, param pita, parameswar (nirakar). Om sabda dhani mey sundar jagat ki savii parichalana kar raha hei.
Dhanya manab jiban, Bhagyabaan tunilogoka jiban.
Tunilogoka upar param aatma ki aashirbaad mila hei.

Dhanyabaad
Mahadev Shiva Shakti,
Satya Sudha pabitra
Satyam shivam sundaram.

15/01/2026

"" OM""
Mahadev Shiva Shakti, Maa Jagat janani, Maa Aadhi Shakti.

Sonowali satya gyan jyog samoi chal raha hei sundar prithibimey. Avi sey sundar prithibi k manab samaaj mey Dambha, Ahangkar, A_Dharma , ku karma, Apa sashan, Apa niti A to Z savi tarah ki negetive chinta or negetive karna sey dur rahna atcha hei. Satya Gyan jog samoi, karma fal bhug karna parega. Satya kisko bola jata hei sonjhog*y. Or atchasey malum hoga. Mon k bhram dur hoga. Jindagi k chakori ulta sey ghurney lagega. Sristi k niyam ye satya hoga he.
Param aatma ki aashirbaad milney ka baad mey v jadi aap negetive chinta or karma karog*y maha paap hoga.
Aaj tuni logoney jo prapti korog*y wohi bhug karkey jana parega. Raja ho yaa praja ho - karma fal bhug karkey jana he parega.
Param aatma ki koi ved _vaab nahi hei, savi k liye samaan hei.
Prithibimey jada he log hei , satya ko jankey nahi janna natak karney walo ka satya ki prakit rup nikal aayega. Satya gyan jog ki samai chal raha hei ,satya hei. Gyani logoney jantey hei satya rahashya ki baremey. Aabiskar karney wallo jantey hei sristi rahashya ki baremey.
Sundar prithibimey jo hoga manab ki satya gyan jog atcha k liye hota hei . Sundar prithibimey jo aayega manab samaaj k sukh shanti nyai or mangal ki karan madhur samay aayega ye dhruva satya.
Sundar prithibimey raha savi manushya ki antar mon aatma mey sat pabitra pariskar punya mey paribartan hoga, paran satya.
Sat chinta , sat _karma ,sat byabahar ney manab samaaj mey sundar paribartan aayega ye satya hei.
Sundar prithibimey manab samaaj mey raha satya badi logo ki jiban mey Raamdhenu ki rang aayega. Sat pabitra jibon mey diby enargy shakti or maha punya laav hoga.
Sat karma = jo karma karney k liye prithibimey manab samaaj ki savi ki unnati hota hei. Or Desh tatha prithibi manab saaj mongal moi hota hei.
. Sat chinta = jo chinta karney sey manab samaj ki unnati _ pragati hota hei. Or antar mon aatma mey satya ki khuchi anubhuti hota hei.
Sat byabohar = Jo byabohar karneysey manushya ki antar mon aatma mey aananda peafullita hota hei or sundar jiban mey sat byabaharney maha punya prapti hota hei.

NB. Param aatma ney savi dekh raha hei. Param aatma aarthat Eswar ki sristi lila aarambha howa hei. Manab samaaj mey satya ko dekhna millega. Sundar prithibimey bartaman samay maha bala _baan. Sonowali satya gyaan jog samay chal raha hei. Param satya kitna madhur or sundar antar mon aatmaney anubhab karega. Mei jo sabda bologa savi satya mey paribartan hoga. Jo sristi k paran satya.

Satyam Shivam Sundaram
Mahadev Shiva Shakti .

31/12/2025

"OM "
Mahadev Shiva Shakti,
Maa Jagat janani, Maa aadhi Shakti.

2026 Sonowali satya gyaan jyog sonowali samay aarambha howa hei. Sundar Prithibimey raha savi manab samaaj o jaatiko merey taraf sey dher sarei suvakamanaye or aashirbad pradan karta hum. Pratyak aadmi key hriday mey antar aatma sukh shanti k prem dhara bah k aaye. Prithibikey pratyak aadmi k sundar sarir mey raha savi negetive andhakar maya shakti dur hokey jaayega. Sundar sarirmey dibya chetana shakti jagrata hoga.
Pratyak manushya k hriday mey antar aatma mey sat gyaan sat budhi, sat anubhuti dibya gyaan k jyoti udai hoga. Sukhi jindagi ,sukhi paribar sunowali din aarambha howa hei. Antar mon k savi etcha puran hoga ye sira satya. Naya jiban nirogi sundar sarir prapti hoga. Gyaan k savi dorwaja khol jayega guru k aashirbaad mey.
Aadi anadi kalsey he chalkey aaya hei.... Guru or sishya k madhur samparka. Guru maan ya dakshina. Pratyak bhakta ney 1k rupaya honey sey v dena parta hei. Ye hei sristi k niyam,,, Guru k aashirbaad mey savi etcha, savi manubancha purna hoga or savi karja sidhi hoga.
Guru brahma sabda, Guru Brahma bakya, satya sudha pabitra, satya mey pratifalita hoga. Arthat,, satya hoga param aatma or Amar aatma ki aashirbaad laav karega.
Ye sundar jagat Maya mamatasey gher raha hei. Satya ki sandhan milega. Happy jindagi kisko bola jaata hei... Ye sundar jiban mey janeg*y or sanajh jawog*y... Satya ko gyaan aankh sey dekhog*y. Dhanya manab jiban. 2026 mey sundar prithibi mey bah k aaya hei, sukh shanti niyai or satya suddha pabitra dhara.

NB. Chand na badaley, Suraj na badaley, badal raha hei duniya or sangchar.
2026 satya dharma jog aarambha howa hei...
Tera karma he tera Dharma.
Prabhu Sri Ram naam Satya hei.
Dhaijya ka fal su_ madhur hoga.

02/12/2025

" OM "
Mahadev Shiva Shakti
Jagat janani, Maa Aadhi Shakti

Pahala sristi aadi mey kuch v nahi they, Sirf andhakari or ratri they. Andhakar ki b**h mey to ak they jiskey aadi v nahi they anta v nahi they, Rup nahi, Rekha v nahi they udai v nahi they.
Sristi k wo sarbossa param gunban, wohi data, palan karta, wohi sanghar karta, wohi they Eswar Alokhniranjan Devadi deb Mahadev, .
Om kar dhani uttcharan howa hei, andhakar dur hokey sristi howa hei jyoti k ujjala, Grah, Nakhetra, Din_Raatri sristi howa hei, Mahina or saat bar nirnai howa hei. Pahala som bar bolkey ganana kiya hei.
Jagat Guru Brahma , Guru Brishnu, Guru Shiva Sristi howa hei. Tin logo k b**hmey param gyani or sanatan param brahma Mahadev Shiva
Aa _kar nira_kar niranjan param purosh Deba di dev Maha dev ko Sat koti sewa kiya hoo Sri saran mey. sata koti dhanyabaad kiya hoo.
Sristi pahla akmatra Beahma mantra sabda, OM kar pahala pranab sabda bola jata hei. Prithibi key jo koi manab gyani yaa agyani look OM kar sabda jop yaa dhyaan karney sey, sarba sat karma purna hoga. Or khud ki etcha anujai fal millega . Srestha sey v srestha brahma look mey prapta hoga.
Om kar param brahma sabda sangsarik jiban k liye param mukti k sonowali path k setu hoga.
Aaj k manab k gyaan buddhi _bibek mamarney pakra hei.
O bidya sagar k b**h mey milrga paar.
A gyaan andhakar dur kiya hu tuni logoka Agyan dur kar diya hu. Jyoti daan.
Brahmanda maya jaal k b**h mey gir raha hei prithibi k manab samaaj.
Javi khud k sat buddhi bibek gyaan sangsaar hoga. Tavi sarba dukh kasta dur hoga manab jiban sey.
Mei ak sadharan Guru, Dharma _Artha_Kaam_ mukh.
Param tatya Brahma gyaan manab samaaj k liye param bigyani ney chinta karta hei
Gyaan aankh sey param aatma ko dikhta hei.
Dhanyabaad
Mahadev Shiva Shakti.
Satyam Shivam Sundaram.

16/11/2025

"OM"
Mahadev Shiva Shakti, Maa Jagat Jannani, Maa Aadi Shakti,
Puroshuttam Prabhu Sri Ram prithibi k manab jaati k pahala purba purosh they. Prabhu Sri Ram k din sey he prithibi manab samaaj mey jyotish srsastra gyaan bigyan aarambha howa hei.
Naba prajanma ki suva samay aaya hei.
Bhagaban Sri Bishnu Prithibimey pahala manab Sri Ram k rup mey janma grahan liya hei . Treta jog satya dharma, nyai, sat gyaan -bigyan jog they.
Puroshuttam Prabhu Sri Ram k din sey he jyotish srastra gyaan _bigyan khadya sangskar pahala aarambha howa hei.
Khadya sangskar param aatmaney bola hei.. Gow _ mangsh khana nikhed hei. Kush karan hei Gow mangsh khaney sey paap hota hei, Gyani aadmi ney nahi khana he thik hei. Sirf Gow mangsh nahi or hei... Astami mey Nariyal khanesey murkh yaa gyaan heen hota hei. Nabamimey Laoki khaney sey Gow mangsh khaney ka tulya hota hei. Akadashi mey Seem khaneysey paap kari hota hei. Dowa dashi mey Pui saag khaney sey Brahma satyaa kaari hota hei. Khadya khaana mey v gyaan or bigyan ki rahashya hei. Prithibi gyaani maanab jaati ney manab samaj janna jaada he jaruri hei. Khadya sey he sundar sarir mey negetive shakti aata hei. Sara jindagi rogi hota hei, gyaan heen hota hei. Buddhi heen hota hei. Sara jiban dukh kasta nanan samashya bhug karney ko milta hei. Machali or mangch khaney mey badha nahi hei.
Purnima, Amabashta, sangkranti or astami mey machali _mangch nahi khana.
Khadya k upar nirbhar karneysey sonowali bhabishyat or sonowali sundar jiban hota hei.
Sunowali satya gyaan jog chaltey raha samay ney khadya sangskar peithibi manab samaaj or manab sundar sarir mey ley aayega sonowali pabitra punya maha paribartan . Prithibimey raha manab sundar sarir pabitra Eswarik brahma gyaan or dibya shakti maha punya laav hoga. Sonowali satya gyaan jog k samay mey prithibikey pratyak paribarmey . Sonowali sundar jivan or sundar paribar mey bal batcha k jibanmey sat gyaan buddhi Sat byabahar parichai utthapan hoga. Manab samaaj mey. Avi sey manab jiban nirogi hota hei , jada he dirgha jibi hoga. Manab jiban mey janma _mrityo chakra sey prithibi mey manab samaaj udhar hoga. Or mukh prapti hoga. Gati yaa mukti milega.
Puroshuttan Prabhu Sri Ram jagat k Pati, Sri Dhar, Rishikesh, Jaganaath, Krishna, kamola pati, Dyaraka naath, Boikuntha adhipati, Agati k gati, Tralokya k pati, Lakhmi pati Bhagaban Tum Prabhu, Karuna sagar Ram sarba gun nidhi shyam, Sruti _smiti gyan ki sagar purna brahma Narayan Raam Tum nitya niranjan. Brahmanda jhakaktey hei Prabhu sri Raam. Savi k punya Trivuban k prabhu Sri Raam char bed ney yehi baat boltey hei.
Jagat mey ak he maatra naam hei jiskey naam lenesey paap khandan hota hei. Puroshuttam prabhu Sri Raam.
Prabhu Sri Raam naam jo koi lega yaa likhega ye manab jiban mey dibya gyan jyoti prapti hoga. Or maha punya prapti hoga.
Dairy yaa khatta mey pratyak din subah or saam Raam naam lekh key jawo khud ki subidha anujai, maha punya laav prapti hoga, paran satya.

N, B, Aaj manab sammaaj ney janna jaruri hei ki pratyak din attcha samay or kharab samay aata hei. Suva samay mey, suva karma karna utchit or kharab samay chal raha samay mey koi subha karna karna nahi chahiye. Bayo mandal mey negetive shakti or possitive shakti rahtey hei aadminey aankh sey nahi dekhtey hei..
Aaj k din mey kitna negetive... Or possitive shakti hei. Ak matra jyotish srastra gyaan bigyaan he jaantey hei.
Aaj jyotish srastra gyaan bigyan autometic samay k gati ney sundar jagat O prithibiko or manab ko parichalana kar raha hei. Atcha or buda savi din khud ki upar nirvar karta hei. Param aatma adishya alowkik dibya shakti ney savi parichalana kar raha hei. Esiko kahtey hei gyaan or bigyaan.
Dhanyabaad

Mahadev Shiva Shakti, Satyam Shivam Sundaram.

05/11/2025

,"OM"
Mahadev Shiva Shakti. Maa jagat janani.
Maa aadhi shakti.
Param aatma amar parikalpana jog jog sey suva samay ki intajarmey they. Sunowali satya gyan jog suva samay chal raha hei. Aisa ak suva say aayega sundar prithibi ditiya sarga mey parinata hoga .
Mei ak sadharan amar aatmaney bola hum... Suva samay mey amar baani sunowali atcher sey likha huu... Sundar prithibi gyani manab (amar aatma) samaaj ko utsarga kiya ' huu...
Manab samaaj mey janma mrityo bandhan chakra sey keisey mukti samaadhan dibya gyan jyotisey sandhan ki path mila jaata hei.
1, ,,,,Sangskar hei prakriti k niyam... Pitri maatri arthat sat gunabati maatriney sangskar ki upar he nirvar karta hei... Suva tithi suva samay mey garva dharan karney sey... Santaan ki sundar vabiswat or ujjal sundar sukhi paribar ki janma hota hei. Manab samaaj ko malum hona uchit hei.. Aaj pitri maatri ney aakhurik gyaan sey santaan janma denesey santaan aakhuri swavab hoga. Aaj param aatma ki niti aadarsha ko maankey santaan janma denesey santaan sat guni gyaani aadyatmik gun ki santaan prapti hoga. ( Niti or aadarsha aag*y diya hei..) Sundar prithibimey tuni logoka santaan ney ley aayega samaaj mey aadyatmik gyaan ki jyoti ujjala or sunowali satya gyaan jog aag*y badakey ley jayega. Tuni logo or tunilogoki santaan purba purosh ki aashirbaad laav hoga.
2,, Khadya sangskar =. Khadya sangskar ki mahatta aaj ki nara manushya ney kya samjhega. Param aatma ko chorkey.. Khadyaney jo manab sarir o jiban gyani guni banata hei khadyasey he budhhi hin kartey hey.. Gyaahin kartey hei, Rogi kartey hey., paapi banatey hei, bivinna samashya ki sanmukhin hona parta hei. Sara jiban aakhurik maya jaal shakti sey sundar sarir antar monko khol kholkey khatey hei....
Param aatma parameswar Rikhi _Muniokey dyara. Manab kalyan mangal arthey., Jyotish srastra gyan bigyan k dyara khadya sangskar diya hei. Jiba sey he jiban hota hei. Khudki sundar jiban sey he dibya gyaan, khadya sangskar ki niyam or kola malum hota hei. Or antar monsey savi andhakar dur hota hei. Khadya k talika dekhney k saath saath chetana shakti dhirey dhirey jagrata hota hei. Manab jiban k mul mantra hei khadya. Sangskar hona.
Yeh sundar jiban mey kisikey saath anyai nahi karna. Kisiko anyai karney sey khud ki he haani hoga. Jiba srestha gyaani maanab samajh jawog*y.

3,,== Srestha jiba amar aatma gyaani manab = Jaankey or samajh k pabitra punya tirtha maatri bhumi ko loota , paap kiya, paap ki kamai abhisey lotaney parega. Arthaat ghora dena parega. Aaj pabitra punya tirtha bhumimey deba sishu janma honeka saath saath rin ki bojha lena parta hei. Aaj mityo honesey rin ki bojha lekey morna parta hei. Essey or durbhagya nahi hei.. Jiba srestha gyaani manab k liye aaj ki aaji durbhagya. Mahaa. Paap kiya hei. Jog jogsey chalkey aa raha hei. Adharma ku karma loov muh paap karma fal bhog karkey aaya hei. Guru gyaan nahi manney ka karan = Jeisey ki Raban or Durjudhan _ adharma ku karma karneysey khud ki binash bola k liya. thaa.
Paap ki komai khaa key koi log ko sukh or shanti nahi miltey hei.
Jiba srestha gyaani manab amar aatma soch _b**har badalna ,atcha chinta karna. Janma mrityo bandhan chakra gatisey mukti nahi milta hei.
Param aatma k saath madhur samparka jogo jog sey hei. Merey amar aatma ki saath rahega antakal.

4== Pratyak saas lena or chor dena ak min. karna. Pratyak sass lenesey mridu Om sabda anubhab hota hei or chordenesey OM sabda anubhab hota hei.
Param aatmaney OM sabdasey sundar jagat parichalana kar raha hei. Aaj manab sundar sarir parichalana kar raha hei. Autometic samay gati chakrasey. Om sabda bhakhi sey pukaro subah or saam ko nahito ak samay karkey jawo. Chetana shakti tuni logoka jagrat hoga. Manab jiban k mul shakti hei chetana shakti . Sundar jiban mey sunowali samadhana satya path ki sandhan dega. Sat path ki gyaan dega. Sat dharma gyaan ki chetana jyoti udai hoga. Sat karma, sat byabahar gyaan dega. Manab jiban ki sangskar sat gyaan dega.
Param aatma k saath dosti karna kavi v tuni logoko dhokha nahi deta hei. Dhokha dega nara manushya ney. Sahi dosti muchibat ki samay mey saath mey rahta hei or madad karta hei param dosti hei param aatma .
Param aatma savi samaymey tunilogoka antar mon aatmako madad karneko byakol hota rahta hei. Paran aatma dibya sangket deta hei. Aaj k manushya ko samajh mey nahi aatey hei .Tuni logoka chetana jagrata honesey param aatma ki param satya ko dekhega or samajhmey aayega. Chetana shakti jagrat honesey sarir ki sndar raha savi dibya shakti gyaan ki darwaja khol jaata hei. Manab sarir ki andar he hei savi jagat ki alowkik dibya gyaan shakti, aaj ki manab ko malum nahi hei. Bahar mey sakti kaha v nahi milta hei sirf manab sarir k andar.
Tuni logoka amar aatma k sath jog jog sey madhur samparka hei.. Merey amar aatma ki saath. Aatma he aatma ki vassa samajh pata hei.

NB. .. Merey sara jiban ki sadhana punya karma ki fal sundar prithibimey apa mrityo howa pabitra aatma ki naam mey utsarga kiya hum. Fir pabitra punya aatma hota hei. Sundar dhartimey fir manab janam ho. Janma mrityo bandhan chakra sey mukti milna.

Mahadev Shiva Shakti.
Satyam Shivam Sundaram.

Category

Website

Address


Vill:&po-simaluguri, Dist-Lakhimpur
North Lakhimpur

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Dimbe Brahma posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Subscribe

We will notify you when anything happens in North Lakhimpur.